Qadri aastana salamat rahe Lyrics || क़ादरी आस्ताना सलामत रहे || Mustafa ka gharana Salamat Rahe | Hindi Urdu English
Roman(ENG): Qadri Aastana salamat rahe Mustafa ka Gharana salamat rahe Qadri Aastana salamat rahe Pal rahe hein jahan se ye donon jahan Wo sakhi Aastana salamat rahe Qadri Aastana salamat rahe Dard mandon ke sar par hai Saya-figan Aap ka Shamiyana salamat rahe Qadri Aastana salamat rahe Tumse mansub hai zindagi ka nisab Hashr tak ye fasana salamat rahe Qadri Aastana salamat rahe Ye Nakirain bole Muje qabr mein Mustafa ka Diwana salamat rahe Qadri Aastana salamat rahe Hukm tha ke ada hon Namazein pachas Aapka aana jana salamat rahe Qadri Aastana salamat rahe Jinke chehre the ghmagin khush ho gaye Aapka muskurana salamat rahe Qadri Aastana salamat rahe Itrate Fatima par Ujagar nisar Sayyida ka Gharana salamat rahe Qadri Aastana salamat rahe हिंदी (HINDI): क़ादरी आस्ताना सलामत रहे मुस्तफा का घराना सलामत रहे क़ादरी आस्ताना सलामत रहे पल रहे हैं जहां से ये दोनों जहां वो सखी आस्ताना सलामत रहे क़ादरी आस्ताना सलामत रहे दर्द मंदों के सर पर है साय...